Pradhanmantri Jeevan Jyoti Bima Yojana - सिर्फ ₹330 में दो लाख का बीमा कवर
bahut log Aisa manta hai ki Life insurance mein vyakti ki accidentally death ke bad hi insurence ki Rashi milati hai, lekin Pradhanmantri Jeevan Jyoti Bima Yojana mein Aisa nahin hai. is yojna mein vyakti ki naturally Death ke bad bhi insurance ki rakam milati hai. aaj ki post mein main aapko batane wala hun...
- Pradhanmantri Jeevan Jyoti Bima Yojana ke liye aavedan kaise karen?
- Yojana ki eligibility kya hai?
- Yojana ka terms and condition kya hai?
- Yojana mein vyakti ki maut Ke bad Nomminy bina ka dava kaise karen?
so is post ko last Tak padhte rahiye.
jaise ki AAP sab jante Hain Aaj ka samay bahut mushkil se bhara hua hai vaise mein kabhi bhi kuchh ho sakta hai isliye aapko Apne Parivar ki Suraksha ke liye koi bhi Bima karva le Lena chahie lekin hamare Desh mein bahut se log hai jiske pass koi bhi makova nahin hota isliye Bharat Sarkar ne Pradhanmantri Jeevan Jyoti Bima Yojana launch ki hai.
Eligibilities :
- PM JJSBY Yojana ka Labh lene ke liye vyakti ka koi bhi Bank mein bachat khata hona chahie (Saving account)
- Vyakti ki umra 18 se 50 varsh Tak honi chahie
- Is Yojana mein 330 rupaye premium dene honge jismein auto-debit ke liye grah ki Sahamti honi chahie.
- Bank account mein vyakti ka mobile number register hona chahie.
- Vyakti ke pass Aadhar Card hona chahie.
Policy Period :
PM JJSBY Bima policy ki Annual avadhi 1 June se 31 Mai Tak hogi.
Primium :
Yearly 330 rupaye premium bharna hoga.
How to Apply :
PM JJSBY policy lene ke liye aap 2 tariko SE apply kar sakte hain 1. online aur 2. offline.
1. Online mode
online app Apne Bank official website se internet banking ke jariye is Yojana ki policy le sakta hai jismein aapko Bank mein Jana nahin hoga Ghar baithe aapko sirf net banking se login karna hoga iske bad is Yojana ke liye premium debit karna hoga.
Sabhi Bank ki website ki link niche Di gai hai.
2. Offline mode
sabse pahle aapko jansuraksha.gov.in website open karni hai. iske bad FORMS per click karna hai. iske bad Pradhanmantri Suraksha Bima Yojana per click karna hai uske bad apni language mein form Ko download kar lena hai.
aur download kiye Gaye form ki print nikale nahin hai aur isase feel karna hai iske bad Bank mein jama kara dena hai. Aap direct Bank mein jakar bhi form bhar sakte hain.
- Risk Coverage: Total coverage (sum-insured) under the scheme is Rs. 2 Lakh.
Jyada jankari ke liye niche Di gai video per click Karen...
Post a Comment