PAN CARD APPLY ONLINE WITHOUT AADHAR OTP 2020


Hello friends, Is Post mein Maine apko bataunga ki PAN card ke liye Ghar Baithe apply kaise kare? Agar aapke Aadhar card ke sath mobile number register Nahin Hai tab bhi aap Ghar Baithe PAN card banaa sakte hain.

How to Apply :

India me PAN Card sabse bada financial dastavej hai. Bina pancard ke aap income tax return fill nahi kar shakte, bank me 50,000 se jyada len-den nahi kar sakte, cheque book and ATM card ki request nahi dal shakte. 

Online Pan card banane ke 2 tarike hai. Digital pan card and physical pan card, detail me jante hai.Agar apake Aadhar card me mobile number register nahi hai tab apko NSDL ki website se Apply karna hoga.

Steps :

1. NSDL website open kare. 

2.  Apply Online par click kare.

3. New pan - Indian citizen (form - 49A) par click kare.

4. Aadhar card me dekhkar apni personal detail bhare.

5. Submit button par click kare.

6. Token number Generate hoga, jisse note down kar lijiye.

7. Continue to new pan registration par click kare.

8. Next page me 3 option milenge, kimse last option " Send document physical by post par click kare.

9. Jaruri jankari fill kare.and 106 ₹ payment kare.

10. Last me application form generate hoga, print nikal le.

11. Application form me sigh karenge and photo chipkayenge.

12. Id proof, Age proof and Address proof document ki copy attached karen.

13. Bataye gaye address par Post ke jariye bhej dijiye


Iske baad, 1-2 week main apke address par PAN Card mil jayega.

Video dekhe :


21 Comments

  1. Mary pan card 2 mehny hova hy abi bi Mary pas nahi poncha

    ReplyDelete
  2. Nice Post.

    Are You Looking for Print PanCard Portal Service? Indian Print is offering All Printing Portal Services to you. You can get Print Pancard Portal Service also to visit our Website and know more about Printing Portals.

    ReplyDelete

Post a Comment

Previous Post Next Post