National scholarship portal 2020/21start now - apply online
National scholarship portal start ho chuka hai.agar aap ek student hai ya Student ke parent se tab aapko National scholarship portal ke bare mein pata hona chahie National scholarship portal aik scheme hai jiske dwara direct Student ke bank account mein scholarship credit ki jaati hai.
Eligibility :
National scholarship portal ke liye Bharat ke sabhi student apply kar sakta hai. Jab koi reply Karta hai tab iska study chalu hona chahie. Sabhi category ke student apply kar sakta hai.
Scheme name :
- Ministry of Minority Affairs
Pre matric : standard 1 to 10 Tak ke students pre matric scheme mein aata hai
Post matric : standard 11 se lekar upar ke sare courses ke student Post matric scholarship scheme mein aata hai.
How to apply :
National scholarship ke liye aapko online apply karna hoga.National scholarship portal website karne hogi iske bad this website may registration karna ho gaya iske bad application form bharna hoga bad mein iski print out nikalkar document address karna hoga aur school ja college my jama karna hoga bad mein Student ke bank account mein direct scholarship ki amount credit ki jayegi.
Agar aapko online apply karne mein koi dikkat a rahi hai tab niche ki video dekhe :
Post a Comment