Inspire award Manak 2020 registration and nomination live procedure
Jyada jankari Ke liye video dekhe :
agar aap 6th to 10th class ke student hai yah to iske teacher aur parents a tab aap apne creative aur innovative idea ko inspire award ke jariye share kar sakte hain duniya Ke samne le sakte hain jiske liye aapko Apne school ke jariye online aavedan karna hota hai.
How to Apply :
Inspire award ke liye school ko sabse pahle registration karna hoga registration karne ke liye niche diye Gaye step follow Karen.
- Fast open inspire award Manak website.
- Click on school authority.
- Click on new registration.
- Inter school u dise code and then press submit button.
- Filled all details and submit.
- After few days you got mail by district authority in this mail you get user id and password.
How to nominate students :
Student ka nomination karne ke liye inspire award ki website open karne hogi iske bad niche diye Gaye step follow Karen.
- Sabse pahle school authority per click Karen.
- Click here to login per click Karen.
- User id and password dalen iske bad capture type Karen and login per click Karen.
- Ishqbaaz new page open hoga student nomination per click Karen.
- Student ki detail enter Karen.
- Student ka photo student ka idea synopsis project ka photographs a diagram project ka video upload Karen.
- Save per click Karen.
- Iske bad sabhi student ka is sadasya nomination complete Karen.
- Generate acknowledgement per click Karen iske bad send to district authority karen.
Idea kis mundan per hona chahie :
Aapko Aisa Idea chunni Ho gai jisse hamare desh ko kuchh fayda Mila hai jaise ki Paryavaran ki anukulta,samajik upyogita, vyavharikta, etc.
Student ko kitni price milati hai :
Ek school mein maximum 5 student ka nomination kar sakte hain. inspire award ke liye pasand kiye gaye har student ko 10000 rupaye prize milati hai.
Ayush
ReplyDeleteAyush
ReplyDeleteAditya
ReplyDeletePost a Comment